Hadees about Jannat ki Horon ki Gayiki ka Bayan in Urdu


Jannat ki Horon ki Gayiki ka Bayan:
Hazrat Abu Huraira (R.A) sy moqof riwayat hai woh bayan karty hain key: "Jannat mein jannat jitni lambi nehar hogi un ky dono kinaro par khobsurat kunwari larkian aamny saamny qatar banaye khari hongi woh nihayat khush awaz mien gaaein gy jannat ky bashindy unhain sunein gy hatta ky woh samjhein gy ky un sy barh kar jannat mein lazzat ka koi aur saman nahi ha ham ny kaha ay abu huraira woh meed aur takdees aur Rab-e-azzwa jal ki Sana hogi...!!!"



Hadees about Jannat ki Horon ki Gayiki ka Bayan in Urdu Reviewed by Tayyab Naveed on 09:12:00 Rating: 5

No comments:

All Rights Reserved by romantic urdu quotes|Love poems © 2014 - 2015
Powered By Blogger, Share by Star Tuan

Biểu mẫu liên hệ

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.