Muharram Shayari Collection in Hindi

Sajaa Rkkhi Thi Drriyaa Par Ajubb Baaraat Pani Ki
Bohat Karty The Ashraary Yazedi Bat Pani Ki,

Magar Saahil Pey Pohnchey Thokarain Maari Chaley Aaye
Btaa Di Hazrat Abbaas Ne Oqaat Paani Ki...!!!
--------------------------------------------------------
Joo 9,10 Muharram key Rozy Rakhy Ga
Usy 2 Saal Ki Ibadat Ka Sawaab Milega,

Or Joo Kisi Dosrey Ko Bataye Ga Usy 80 Sal
Kiy Ibadat Ka Sawaab Mile Ga...!!!
--------------------------------------------------------
Aankhon Main Ishq Apney Khame Lga Rhe Hain
Gham K Tmaam Mosam Dil Main Samaa Rhe Hain,

Olaad-E-Mustafa (PBUH) Par Girre Ke Waastay
Farshe Azaa Bichado Moharram Aa Rhey Hain,...!!!
--------------------------------------------------------
Saja Rakhi Thi Dariya Par Ajab Baraat Pani Ki
Bohat Kerti The Ashrare yazeedi Baat Pani Ki,

Magar Sahil Pe Pohnche Thokare Maari Chale Aye
Btaa Di Hazrat-E-Abbaas Ne Oqaat Pani Ki...!!!
--------------------------------------------------------
Woh jiss Ne Apny Na Na kaa Wada Pura Kar Dia
Ghar Ka Ghar Spurd-E-KHUDA Kar Dia,

Nosh Kar Lia Jis Ne Shahadat kaa Jaam
Us “Hussain Ibn-E-Ali” Par Lakhon salaam...!!!
--------------------------------------------------------

Aankon Ke Sahilon Pe Hai Ashkoon Ka Ik Hajoom
Shayad Gham-e-Hussain Ka Mousam Qareeb Hai....!!!
--------------------------------------------------------
10 Moharm Ko Chaand, Sitaray, Zamein Or Janat Bani,
Isi Din Firown Ghark Hua,
Isi Din Hazrat Yosuf(A.S) Kunwain Se Bahir Aye,
Zameen Par Pehli Barish Isi Din Hui,
Isi Din Hazrat Yaqub(A.S) Ki Benai Lotai Gaai,
Isi Din Hazrat Yonus(A.S) Machli K Pait sey Bahir Aye,
Isi Din Hazrat Ibrahim(A.S) Or Hazrat Esaa(A.S) Padaa Huwy,
Isi Din Hazrat Imam Hussain (A.S) Nain Shahadat pai....!!!
--------------------------------------------------------
Hazrat Imaam Hussain (R.A.)
Gained Shahaadt On Friday Aashura
10 Muharram 1st Hijri At The Time Of Jumma Age Mubarak Was 56...!!!
--------------------------------------------------------

Dushmnaane Haider Ko Joo Qareb Rakhtey Hein
Mera Aisey Logoon Sey Fasla Zarori Hay'

Ahllebayt Key Haq Bat Jub Bhi Aaye Gi
Har Emaan Wale Ka Bolna Zaroori Hai...!!!
--------------------------------------------------------
Anjam-e-Wafa Kia Hay Yey Socha Nahin Kartey
Muslim kbhi Halaat say Soda Nahin Kartay,

Yeh Rasm Sikhae Hai "HUSSAIN IBN-E-ALI" Ney
Sir Sajdy Me Ho To Teeron Say Draa Nahin Kartay...!!!
HUSSAIN YA HUSSAIN,
HUSSAIN WA HUSSAIN...!!!
--------------------------------------------------------
Ham Ko "ALI"(R.A) Ke Ishq Nain Aala Bnaa diya 
Katra Tha Hussain(R.A) Nain Darya Bana Diya,
Jub Matami Libhaas Kiya Hum Nain Zab-E-Tun 
Ham Ko Gham-E-Hussain(R.A) Nain Kaaba Bana Dia.
SLAAM YA "HUSSAIN"...!!!

Zom-E-Kasrat Tha Jinhain Sb Wo Hijazi Nikley
Wo 72 thay Jo Kirdar K Ghaazi Nikley,

Is Haqiqat Ko Bhala Kon Chupa Sakta Hay
Jitne Shabbir Kay Qaatil Thy...!!!
--------------------------------------------------------
Jabeen-E-Ibn-E-"ALI" Ki Niaz Jaari Ha
Khuda Kay Deen Ki Umer-E-Draz Jaari Ha,

Sajde Main Rakh Kar Sir Ko Na Uthaya "Hussain" Ne
Mary "Hussain" Ki Ab Tuk Namaz Jari Hai...!!!
--------------------------------------------------------
"PAANI", ALLAH ki Nemat,
Asman Ki Traf Uthy To
"BHAAP", Asman Se Nichy Aye To
"BARISH", Jum Kar Giry To
"OLAY", Gir kar Jmey To
"BARAF", Phool Ki Patti par Ho To
"SHABNAM", Pati Se Nikly To
"ARAQ", Jma Ho Jaey To
"JHEEL", Chal Pary To
"DARYA", Aanko Se Nikly To
"AANSU", Jism Se Nikly To
"PASEENA", Hazrat ISMAIL(A.S) K Kadmon Se Nikly To
"AAB-E-ZUM ZUM", RASOOL AKRAM(SAW) Ki Unglion Sa Nikly To
"AAB-E-KAOSAR"
AUR
Agar Na Mily To "KARBALA"...!!!
--------------------------------------------------------

Zrurat Thi Talwar Ki Na Aur Kisi Hathiaar Ki,
Sirf Ik Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki, 
Fkat Mill Jaye Ijaazat Aqa Hussain Say, 
Too Yad Dila Donga Jang Haider-e-Karraar Ki.
SLAAM HUSSAIN...!!!
--------------------------------------------------------
Chun Li Khyaal Ne Jo Azal Main Ali (A.S) Aien
Bey Biz Ate Rasool Ki Ismat Ka Zeb o Zain

Alhamd K Alif Ka Srapa Diloon Ka Chain
Wanaas Ki...!!!
--------------------------------------------------------
Shaheedan-e-Krbala k Hoslay Thy Deed k Qabil,

Wahan pr Shukar Krtay Thy, Jahan PAr Sbar Mushkil Tha.
"Salaam-e-Sahedane karbla"...!!!
--------------------------------------------------------
Hussainiat kay Alam Jab B Buland Hote Hain
To Phir Jahan Main Ruswa Yazeed Hoty Hain,

Azeem Bap ki Beti Bta Gai Mohsin
"HUSSAIN" waly Hamesha Shaheed Hoty Hain.
"SLAAM YA HUSSAIN"...!!!
--------------------------------------------------------
Janat Ki Aarzo Main
Khaan Jaa Rahy Hain Log,

Janat Tou Karbala Main 
Khareedi...!!!
--------------------------------------------------------

Aankhon K Sahilon Pe Ha Ashkon Ka Ek Hajoom
Shayed Gham-e-Hussain (A.S) Ka Mosam Qareeb Hai
SALAM YA HUSSAIN...!!!
--------------------------------------------------------
Senay main Jo Abaas K Kadmo Ki Dhmak hay
Habat In Dhamak Ki Sir-e-Arsh Taluk Hay,
Yeh Keh K Guzarta Hay Garjta Huwa Badal 
Bijli Mary Abbaas Kay Lehjay Ki Karak Hy...!!!
--------------------------------------------------------
Apni Taqder Jgatay Hain tery Matum Say
Khoon Ki Rah Bichaty Hain Tery Matum Say,

Apny Izhaar-e-Aqedat Ka Saliqa Ye Ha,
Hum Niya Saal Manaty Hain Tery...!!! 
--------------------------------------------------------
Aaj Bhagny Waly, Rasta Na Pain Gay
Maimana Ghadeeri Ha, Maisara Ghadeeri Ha,

Naam Leky Haider Ka, Ham Ye Jaan Lete Hain
Kon Ha Saqefaai Kon Sa Ghadeeri Hai...!!!
--------------------------------------------------------
Ye Keh Kar Farishton Say
JANNAT Main Chala Jaoon Ga,

"HUSSAIN" Kay Qadmon Kay
Nishan Dhond Raha Hun...!!!
--------------------------------------------------------

Muharram Shayari Collection in Hindi Reviewed by Tayyab Naveed on 05:46:00 Rating: 5

No comments:

All Rights Reserved by romantic urdu quotes|Love poems © 2014 - 2015
Powered By Blogger, Share by Star Tuan

Biểu mẫu liên hệ

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.