Zamane Bhar Ki Nigahon Me Jo KHUDA Sa Lage
Zamane bhar ki nigahon mein jo KUHUDA sa lage
Woh ajnabi hai, magar Mujhko Aashna sa lage,
Najaane kab meri duniya mein Muskurayega
Woh ek shaks ke khabon mein bhi khaffa sa lage,
Ajeeb cheez hai Yaaron, Ye manzilon ki hawas
Ke Raahzan bhi Musafir ko, Rahnuma sa lage,
Dil-E-Tabaah ! tera mashwara hai kya! Ke Mujhe
Woh Phool rang sitaara bhi, Bewaffa sa lage,
Hui Hai jis se Munavar har ek Aankh ki Jheel
Woh chand aaj bhi ALISHA ko Kamnuma sa lage...!!!
Zamane Bhar Ki Nigahon Me Jo KHUDA Sa Lage
Reviewed by Tayyab Naveed
on
00:10:00
Rating:
No comments: